SONG: Dard Ka Saaz Bhi Hai Dil Ki Aawaz Bhi Hai - दर्द का साज भी है दिल की आवाज भी है

Dard Ka Saaz Bhi Hai Dil Ki Aawaz Bhi Hai - दर्द का साज भी है दिल की आवाज भी है

LYRICS:
dard ka saaj bhi hai dil ki aawaz bhi hai dard ka saaj bhi hai dil ki aawaz bhi hai chhed wo raag ke jo aag laga de dard ka saaj bhi hai dil ki aawaz bhi hai chhed wo raag ke jo aag laga de dard ka saaj bhi hai bahut sard hai jindagi ki fizaye bahut sard hai jindagi ki fizaye bahut tej hai aaj jalim hawaye kahi raasto ke deeye bujh na jaye kahi raasto ke deeye bujh na jaye meri manjil se jara mujhko sada de meri manjil se jara mujhko sada de dard ka saaj bhi hai dil ki aawaz bhi hai chhed wo raag ke jo aag laga de dard ka saaj bhi hai mohabbat ke sadmo se do char hokar mohabbat ke sadmo se do char hokar jamane ki rasmo se bejaar hokar tere paas aaye hai laachar hokar tere paas aaye hai laachar hokar hamko jine ki koi raah dikha de hamko jine ki koi raah dikha de dard ka saaj bhi hai dil ki aawaz bhi hai chhed wo raag ke jo aag laga de dard ka saaj bhi hai kai khwaab jage kai so gaye hai kai khwaab jage kai so gaye hai na puchho ke hum kya se kya ho gaye hai unhe dhundhte dhundhte kho gaye hai unhe dhundhte dhundhte kho gaye hai hamko unse na sahi hamse mila de hamko unse na sahi hamse mila de dard ka saaj bhi hai dil ki aawaz bhi hai dard ka saaj bhi hai dil ki aawaz bhi hai chhed wo raag ke jo aag laga de dard ka saaj bhi hai