SONG: Dard Jaga Ke Thes Laga Ke - दर्द जगा के ठेस लगा के

Dard Jaga Ke Thes Laga Ke - दर्द जगा के ठेस लगा के

LYRICS:
dard jaga ke thes laga ke chale gaye wo chale gaye naino me sama ke man tadapa ke chale gaye wo chale gaye chhalke aansu to bah na sake chhalke aansu to bah na sake fir honth khule kuchh kah na sake wo dil me rahkar rah na sake wo rah na sake kya pyar isi ko kahte hain jo hame bhula ke chale gaye dard jaga ke thes laga ke chale gaye wo chale gaye hamne tumpe etbaar kiya hamne tumpe etbaar kiya ek dil ki duniya waar diya hay tumne bhi tha ikrar kiya jhuthe wade se man mera baalam bahla ke jo chale gaye dard jaga ke thes laga ke chale gaye wo chale gaye dard jaga ke thes laga ke chale gaye wo chale gaye