SONG: Dard-E-Judaayi Hai, Gam Ki Ghata Chhaayi Hai - दर्द-ए-जुदाई है, ग़म की घटा छाई है

Dard-E-Judaayi Hai, Gam Ki Ghata Chhaayi Hai - दर्द-ए-जुदाई है, ग़म की घटा छाई है

LYRICS:
dard e judayi hai, gam ki ghata chhayi hai aankh bhar aayi hai, duhayi hai duhayi hai duhayi hai duhayi hai dard e judayi hai, gam ki ghata chhayi hai aankh bhar aayi hai, duhayi hai duhayi hai duhayi hai duhayi hai kal jin aankho me balam the, aaj unme barasat hai vo bhi ek rat thi ye bhi ek rat hai, ye bhi ek rat hai yad kisi ki aayi hai, gam ke aasu layi hai aankh bhar aayi hai, duhayi hai duhayi hai duhayi hai duhayi hai tu kya jane duniya ne kya kya, ilzam lagaye hai
dil ke arama aankho mei aasu ban ban ke aaye hai, aasu ban ban ke aaye hai jinse ki bhalayi hai, unase mili burayi hai aankh bhar aayi hai, duhayi hai duhayi hai duhayi hai duhayi hai sun ke meri majaburi balam, aasu nahi bahana duniya chahe kuch bhi kahe mera pyar bhul na jana, mera pyar bhul na jana kismat khinch ke layi hai, mat samjho bewafayi hai aankh bhar aayi hai, duhayi hai duhayi hai duhayi hai duhayi hai dard e judayi hai, gam ki ghata chhayi hai aankh bhar aayi hai, duhayi hai duhayi hai duhayi hai duhayi hai