SONG: Dard Bhara Dil Bhar Bhar Aaye - दर्द भरा दिल भर भर आये

Dard Bhara Dil Bhar Bhar Aaye - दर्द भरा दिल भर भर आये

LYRICS:
dard bhara dil bhar bhar aaye, bhar bhar aaye ho dard bhara dil bhar bhar aaye sabr ka daaman chhut na jaaye, dard bhara dil ho dard bhara dil bhar bhar aaye sabr ka daaman chhut na jaaye, dard bhara dil laaj wafa ki kaise bachhau laaj wafa ki kaise bachhau dil se mai kitna unko bhulaau aur bhi unki yaad sataaye sabr ka daaman chhut na jaaye, dard bhara dil ho gaye tukde mere dil ke reh gaye armaa khaak me mil ke khub maje ulfat ke uthaaye sabr ka daaman chhut na jaaye, dard bhara dil aah na karna, aansoo pina aah na karna, aansoo pina khel nahi mar mar ke jeena jaise kaleja nikalaa aaye sabr kaa daaman chhut na jaaye, dard bhara dil ho dard bhara dil bhar bhar aaye sabr ka daaman chhut na jaaye, dard bhara dil