SONG: Dard Beshumar Hai Kab Se Intezar Hai - दर्द बेशुमार है कब से इंतजार है

Dard Beshumar Hai Kab Se Intezar Hai - दर्द बेशुमार है कब से इंतजार है

LYRICS:
dard beshumaar hai kab se intezar hai tirchhi nazar dekh lo sau taka sawal hai dil mein tera pyar hai bekrar hai haye mere balma apna bhi yahi haal hai haye mere balma apna bhi yahi haal hai dil ka karar lo ummido ka haar lo tan ka shringar lo bilkul udhar lo tan ka shringar lo bilkul udhar lo dil ki dukan me mohabbat sa sawal hai tirchhi najar dekh lo chhota sa sawal hai tirchhi najar dekh lo chhota sa sawal hai aasha ki bagiya ko luta bahar ne aasha ki bagiya ko luta bahar ne dil ko bechain kiya dil ke karar ne dil ko bechain kiya dil ke karar ne ulfat me haye chen milna muhal hai haye mere balma apna bhi yahi hal hai haye mere balma apna bhi yahi hal hai hasino ke fande se bachna muhal hai hasino ke fande se bachan muhal hai marne ka nam nahi jina mawal hai marne ka nam nahi jina mawal hai naino ke tir kahi julfo ka jal hai tirchhi najar dekh lo chhota sa sawal hai tirchhi najar dekh lo chhota sa sawal hai main bhi nihal mera dil bhi nihal hai main bhi nihal mera dil bhi nihal hai hardam mohabbat ka humko khyal hai hardam mohabbat ka humko khyal hai teri baat tal du meri kya majal hai haye mere balma apna bhi yahi hal hai haye mere balma apna bhi yahi hal hai dard beshumar hai kab se intajar hai tirchhi najar dekh lo chhota sa sawal hai dil mein tera pyar hai bekrar hai haye mere balma apna bhi yahi haal hai haye mere balma apna bhi yahi haal hai