SONG: Dar Pe Aaye Hai Kasam Le Dil Hatheli Par Sun Le - दर पे आए हैं क़सम ले दिल हथेली पर है सुन ले

Dar Pe Aaye Hai Kasam Le Dil Hatheli Par Sun Le - दर पे आए हैं क़सम ले दिल हथेली पर है सुन ले

LYRICS:
dar pe aaye hai kasam le dil hatheli par hai sun le hum na jayenge dar pe aaye hai kasam le dil hatheli par hai sun le hun na jayenge jindagi me to kisi se pyar karna tha jarur jindagi me to kisi se pyar karna tha jarur mar gaye hum aap par waise bhi marana tha jarur ha ji marana tha jarur jaan lab par hai kasam le sans jab tak hai sun le hum na jayege dar pe aaye hai yu na thokar mariye ki tut jayega ye dil yu na thokar mariye ki tut jayega ye dil aap pachhatayenge fir na hath aayega ye dil aap pachhatayenge fir na hath aayega ye dil le isi dil ki kasam le khak ho kar tu bhi sun le hum na jayenge dar pe aaye hai mayakada bhi raah me tha tod aaye hai use mayakada bhi raah me tha tod aaye hai use jaam apne hath me tha chhod aaye hai use jaam apne hath me tha chhod aaye hai use tere pyase hai kasam le dur se aaye hai sun le hum na jayenge dar pe aaye hai