SONG: Dance Dance (Aaye Jawanee Aaye) - डांस डांस (आये जवानी आये )

Dance Dance (Aaye Jawanee Aaye) - डांस डांस (आये जवानी आये )

LYRICS:
aaye jawani aaye phir to ruka na jaaye hone do jo bhi ho raha aaye jawani aaye phir to ruka na jaaye hone do jo bhi ho raha masti mein dubo aise kuch na pata ho jaise khone do jo bhi kho raha lele dil dede tu ho ja kisiki dekh zindagi ka maza maza lele dil dede tu ho ja kisiki dekh zindagi ka maza maza baate nayi isme raate nayi isme dil ka pata na chale ho aaye kahi aur jaaye kahi isme dil ka pata na chale lele dil dede tu ho ja kisiki dekh dillagi ka maza maza
lele dil dede tu ho ja kisiki dekh dillagi ka maza maza dil hai jawan par hai bejubaan ye to kuch na kahe bas kare dil to hai kya ise kuch na pata ab koi jiye ya mare lele dil dede tu ho ja kisiki dekh aashiqui ka mazza mazza lele dil dede tu ho ja kisiki dekh aashiqui ka maza maza aaye jawani aaye phir to ruka na jaaye hone do jo bhi ho raha masti mein dubo aise kuch na pata ho jaise khone do jo bhi kho raha lele dil dede tu ho ja kisiki dekh zindagi ka maza maza lele dil dede tu ho ja kisiki dekh zindagi ka maza maza