SONG: Daman Ko Hath Se Wo Chhuda Kar Chale Gaye - दामन को हाथ से वो छुड़ा कर चले गये

Daman Ko Hath Se Wo Chhuda Kar Chale Gaye - दामन को हाथ से वो छुड़ा कर चले गये

LYRICS:
daman ko hath se wo chhuda kar chale gaye daman ko hath se wo chhuda kar chale gaye duniya meri ummido ki dhaa kar chale gaye tanhayiyo mein kaun sahar le diya gam hai tanhayiyo mein kaun sahar le diya gam hai aansu bhi dil ka khun baha kar chale gaye daman ko hath se wo chhuda kar chale gaye kis aasre pe kate koi jindgi ke din kis aasre pe kate koi jindgi ke din har aasre ko jab wo mita kar chale gaye daman ko hath se wo chhuda kar chale gaye aana na tha na wo aaye kisi tarah aana na tha na wo aaye kisi tarah aansu hajar aaye aur aakar chale gaye daman ko hath se wo chhuda kar chale gaye