SONG: Dam Bhar Hai Juda To Hal Hai Ye - दम भर हैं जुदा तो हाल हैं ये

Dam Bhar Hai Juda To Hal Hai Ye - दम भर हैं जुदा तो हाल हैं ये

LYRICS:
dam bhar hain juda to haal hain ye dil tut gaya to kya hoga agar uski mohabbat ka daaman kahi chhut gaya to kya hoga dam bhar hain juda to haal hain ye dil tut gaya to kya hoga agar uski mohabbat ka daaman kahi chhut gaya to kya hoga dam bhar hain juda to haal hain ye aa aa aa aa na koi rang raha, ab hasi nazaaro me tarane ab na chhide, shokh aabsaro me har ek rahgujar hain, suni suni aur udaas koi raunak na rahi, ab to chaand taro me in khoi khoi aankho me bas wo hi sanwali surat hain bas wo hi sanwali surat hain surat hain bas wo hi sanwali surat hain dil ek virane me hardam bas wo hi mohini murat hain bas wo hi mohini murat hain murat hain bas wo hi mohini murat hain aane ki abhi ummid to hain aane ki abhi ummid to hain waade pe abhi etbaar to hain waade pe abhi etbaar to hain aa aa aa