SONG: Dalenge Rang Dalenge Apna Tumhe Bana Lenge - डालेंगे रंग डालेंगे अपना तुम्हें बना लेंगे

Dalenge Rang Dalenge Apna Tumhe Bana Lenge - डालेंगे रंग डालेंगे अपना तुम्हें बना लेंगे

LYRICS:
dalenge rang dalenge apna tumhe bana lenge chhupte ho kaha aa jao yaha chhupte ho kaha aa jao yaha aankho me tumhe chupa legne dalenge rang dalenge dalenge rang dalenge apna tumhe bana lenge aankho me balam chhup jayenge hum aankho me balam chhup jayenge hum aankho se nind chura lenge dalenge rang dalenge dalenge rang dalenge holi ke bahane se na chhedo kisi ko balam holi ke bahane se na chhedo kisi ko balam sharmao jamane se, balam se ye kaisi sharam hath mera chhodo kalai na marodo nahi to chali jaungi mai ruth ke hath mera chhodo kalai na marodo nahi to chali jaungi mai ruth ke rutho gum nahi, humko hai yakin rutho gum nahi, humko hai yakin hum tumko aaj mana lenge dalenge rang dalenge apna tumhe bana lenge humko to bhigo dala wo bhigi to rone lagi humko to bhigo dala wo bhigi to rone lagi haye dar tha mujhe jiska wahi bat hone lagi chand ki chakori thahar jao gori chali ho kaha dil mera lut ke chand ki chakori thahar jao gori chali ho kaha dil mera lut ke tauba hai meri ab mai na ruki tauba hai meri ab mai na ruki ke aap sajane nikalenge dalenge rang dalenge apna tumhe bana lenge apna to nahi tumko humara karo kuch khyal apna to nahi tumko humara karo kuch khyal jane de ye din kaise jo aayega fir agle sal pyar ki ye ghate karo na aisi bate ke rah jaye dil mera tut ke pyar ki ye ghate karo na aisi bate ke rah jaye dil mera tut ke dil tuta agar to jane jigar dil tuta agar to jane jigar hum dil tumko de dalenge dalenge rang dalenge apna tumhe bana lenge dalenge rang dalenge dalenge rang dalenge