SONG: Dal Gaya Aasha Ka Sooraj - ढल गया आशा का सूरज

Dal Gaya Aasha Ka Sooraj - ढल गया आशा का सूरज

LYRICS:
dhal gaya aasha ka suraj dhal gaya dhal gaya aasha ka suraj jiwan jyoti bujh gayi bujh gayi bujh gayi aankho me aansu rah gaye ek jalti nishani pyar ki pyar ki dhal gaya aasha ka suraj dhal gaya jiwan me aaya tha basant ek pal ko ek xn ke liye patjhad fir aisa aa gaya ek bhor udasi chha gayi chha gayi dhal gaya aasha ka suraj dhal gaya kitne sunhare sapno ke kitni suhani nind thi aaye nahi fir laut ke wo din mere rate meri rate meri dhal gaya aasha ka suraj dhal gaya sujhe na koi rasta jau kidhar jau kaha sujhe na koi rasta jau kidhar jau kaha charo dishao me aag lagi hai charo dishao me aag hai meri disha jalti hui jalti hui dhal gaya aasha ka suraj jiwan jyoti bujh gayi bujh gayi bujh gayi dhal gaya aaha ka suraj dhal gaya