SONG: Daiya Re Daiya Ek Kanhaiya - दैया रे दैया एक कन्हैया

Daiya Re Daiya Ek Kanhaiya - दैया रे दैया एक कन्हैया

LYRICS:
daiya re daiya ek kanhaiya daiya re daiya ek kanhaiya aake chameli ki chhanv me chhupke chhupayke naina milayke kaanta chubho gayo paanv me daiya re daiya ek kanhaiya aake chameli ki chhanv me chhupke chhupayke naina milayke kaanta chubho gayo paanv me haye daiya re daiya hey ho hey ho main albeli naar naveli baithi akeli haye baithi akeli haye ho rama baithi akeli haye main albeli naar naveli baithi akeli haye chhote se ghunghat ke pat me ek rup ka deep jalaye o daiya koi rijhayke baat banayke preet ki aag lagaye raste me chhod gayo hume chhaila le gayo dil ko bhagay haye haye daiya re daiya ek kanhaiya aake chameli ki chhanv me chhupke chhupayke naina milayke kaanta chubho gayo paanv me daiya re daiya ek kanhaiya aake chameli ki chhanv me chhupke chhupayke naina milayke kaanta chubho gayo paanv me haye daiya re daiya jhanjhar ki jhankar pukare o nirmohi aaja aaja o nirmohi aaja aaja o nirmohi aaja jhanjhar ki jhankar pukare o nirmohi aaja pyar ke taar diye uljha ab bedardi suljha o daiya lambi lambi raat kate na bairi chand ghate na lakh jatan kar haari julmi tera dhyan hate na haye haye daiya re daiya ek kanhaiya aake chameli ki chhanv me chhupke chhupayke naina milayke kaanta chubho gayo paanv me daiya re daiya ek kanhaiya aake chameli ki chhanv me chhupke chhupayke naina milayke kaanta chubho gayo paanv me daiya re daiya ek kanhaiya aake chameli ki chhanv me chhupke chhupayke naina milayke kaanta chubho gayo paanv me daiya re daiya