SONG: Dagaa De Ke Chale Gaye Ho Baalam - दगा दे के चले गये हो बालम जमुना के उस पार

Dagaa De Ke Chale Gaye Ho Baalam - दगा दे के चले गये हो बालम जमुना के उस पार

LYRICS:
dagaa de ke chale gaye ho baalam jamuna ke us paar dagaa de ke chale gaye ho baalam jamuna ke us paar ghar aaja nanad ke bhayiya ho ghar aaja nanad ke bhayiya tere jhuthe bhaye ikrar ghar aaja nanad ke bhayiya tere jhuthe bhaye ikrar tohe ram dohayi hoy tohe ram dohayi hoy tohe ram dohayi koi tikhi nazriya bataye re koi tikhi nazriya bataye re more sayiya ke potho magaye de more sayiya ke potho magaye de ho nanadiya ho nanadiya karo ikrar ha jmuna ke us paar ho nanadiya karo ikrar ha jmuna ke us paar tohe ram dohayi hoy tohe ram dohayi dhan pake aur nimbua pake dhan pake aur nimbua pake dekho sajnwa aage dekho sajnwa aage bichhad gaye kheto ke duniya bichhad gaye kheto ke duniya soutan ke dar jage balam soutan ke dar jage aake balamuaa lo ye bakhar jamuna ke us paar aake balamuaa lo ye bakhar jamuna ke us paar tohe ram dohayi hoy tohe ram dohayi ghar aaja nanad ke bhayiya ho ghar aaja nanad ke bhayiya tere jhuthe bhaye ikrar ghar aaja nanad ke bhayiya tere jhuthe bhaye ikrar tohe ram dohayi hoy dagaa de ke chale gaye ho baalam jamuna ke us paar dagaa de ke chale gaye ho baalam jamuna ke us paar