SONG: Dabe Labon Se Kabhi Jo Koi - दबे लबों से कभी जो कोई सलाम ले ले

Dabe Labon Se Kabhi Jo Koi - दबे लबों से कभी जो कोई सलाम ले ले

LYRICS:
dabe labo se kabhi jo koi salaam le le dabe labo se kabhi jo koi salaam le le mai aasmaa ki tarah se gunju mai aasmaa ki tarah se gunju jo naam le le dabe labo se kabhi jo koi salaam le le dabe labo se suni thi kahaani pariyo se suni thi kahaani pariyo se bhavare milenge kaliyo se milege sunehare shahjaade milege sunehare shahjaade ujali sunahari pariyo se ujale rang liye khilte ang liye nil pari se kam to nahi hun aaye koi thamne dabe labo se kabhi jo koi salaam le le dabe labo se aji ishq pe zor nahi hai ik baat chali thi gaalib se hume husn pe zor nahi hai kah do ye humaari jaanib socha thaa jo ang khilenge socha thaa jo ang khilenge ho, bandhega koi gajro se maanenge sunenge jo kahega maanenge sunenge jo kahega do reshmi si nazaro se dil bhi haajir hai jaa bhi haajir hai dil aur jaan ke kaabil koi aaye zaraa thamne dabe labo se kabhi jo koi salaam le le mai aasmaa ki tarah se gunju jo naam le le dabe labo se kabhi jo koi salaam le le dabe labo se