SONG: Daaman Na Chhuda Yu Dur Na Kar - दामन ना छुड़ा यूँ दूर ना कर

Daaman Na Chhuda Yu Dur Na Kar - दामन ना छुड़ा यूँ दूर ना कर

LYRICS:
daaman na chhudaa yun dur na kar rone ke liye majbur na kar daaman na chhudaa yun dur na kar rone ke liye majbur na kar mai kahti rahi vo suntaa rahaa yun shishaa-e-dil ko chur na kar majbur na kar, o yun dur na kar dil dil se bichhadne ka manzar vo ashko kaa girnaa daaman par khaamosh nazar thi afsaana khaamosh nazar thi afsaana bedard na is par bhi mana mai kahti rahi vo suntaa rahaa yun shishaa-e-dil ko chur na kar majbur na kar, o yun dur na kar daaman na chhudaa naino me mere tu aake na ja armaa mere thukra ke na ja main tere bina mar jaaungi main tere bina mar jaaungi bedard mujhe tadpa ke na ja mai kahti rahi vo suntaa rahaa yun shishaa-e-dil ko chur na kar majbur na kar, o yun dur na kar daaman na chhudaa in aankho se aansu bahne de mujhe dil ki kahani kahne de ye teri khushi dil de ke na de ye teri khushi dil de ke na de kadmo me tere to rahne de mai kahti rahi vo suntaa rahaa yun shishaa-e-dil ko chur na kar majbur na kar, o yun dur na kar