SONG: Chupke Chupke Mere Dil Me Aayi Hai Murade - आयी आयी मुसीबत आयी हो आयी आयी मुसीबत आयी

Chupke Chupke Mere Dil Me Aayi Hai Murade - आयी आयी मुसीबत आयी हो आयी आयी मुसीबत आयी

LYRICS:
aayi aayi musibat aayi ho aayi aayi musibat aayi musafir bhag chalo ho musafir bhag chalo aayi aayi musibat aayi ho aayi aayi musibat aayi musafir bhag chalo ho musafir bhag chalo jab nikle the hum ghar se kaha dil ne wo moti barse haye kaha dil ne wo moti barse jab nikle the hum ghar se kaha dil ne wo moti barse haye kaha dil ne wo moti barse ha ye to gum ki ghata hai chayi ho ye to gum ki ghata hai chayi musafir bhag chalo ho musafir bhag chalo aankhe aasu se bhari, jeb magar khali hai hum garibo ka zamane me khuda wali hai dil amiro ka hai, takdir me kangali hai aaj ghar apna kiraye pe bhi khali hai hui apni khub safai ho hui apni khub safai musafir bhag chalo ho musafir bhag chalo aayi aayi musibat aayi ho aayi aayi musibat aayi musafir bhag chalo ho musafir bhag chalo aayi aayi musibat aayi