SONG: Chupchap Patange Jalne Wale - चुपचाप पतंगे जलने वाले

Chupchap Patange Jalne Wale - चुपचाप पतंगे जलने वाले

LYRICS:
chupchap patange jalne wale mujhko bhi sikha de jal jana chupchap patange jalne wale mujhko bhi sikha de jal jana is prem ki aag me jal jal kar is prem ki aag me jal jal kar mujhko hai mar jana main deepak rsag me gaungi main deepak rsag me gaungi main prem ki aag me jal jaungi main prem ki aag me jal jaungi ae meri barasne wali aankho ae meri barasne wali aankho tum raag malhaar na gana tum raag malhaar na gana mujhko hai jal jana dil dil se lagana khel nahi dil dil se lagana khel nahi ye aag ka khel hai dilwalo ye aag ka khel hai dilwalo khud apne tadapne me hi maza hai khud apne tadapne me hi maza hai tu aur ko na tadpana tu aur ko na tadpana maut se na ghabrana chupchap patange jalne wale mujhko bhi sikha de jal jana