SONG: Chup Rehna Chahu, Rah Na Saku (Kismat Ne Hame Majboor Kiya) - चुप रहना चाहूँ रह ना सकूँ

Chup Rehna Chahu, Rah Na Saku (Kismat Ne Hame Majboor Kiya) - चुप रहना चाहूँ रह ना सकूँ

LYRICS:
chup rahna chahu rah na saku kuch kahna chahu kah na sku kismat ne hume majbur kiya milne ki tamnna dil me thi unse na milaya dur kiya kismat ne hume majbur kiya milne ki tamnna dil me thi unse na milaya dur kiya kismat ne hume majbur kiya ho tum yaha aur mai bhi yaha ho tum yaha aur mai bhi yaha wo pyar bhara sansar kaha duniya ne charag e ulfat ko jalne na diya benoor kiya kismat ne hume majbur kiya milne ki tamnna dil me thi unse na milaya dur kiya kismat ne hume majbur kiya ab aahe bharkar jeena hai ab aahe bharkar jeena hai aanhko ke aasu pina hai ye dard zamane ne dekha sapno ko chakna chur kiya kismat ne hume majbur kiya milne ki tamnna dil me thi unse na milaya dur kiya kismat ne hume majbur kiya