SONG: Chup Hum Bhi Rahe - चुप हम भी रहे

Chup Hum Bhi Rahe - चुप हम भी रहे

LYRICS:
chup ham bhi rahe, chup wo bhi rahe fariyad jabaa par laaye na kabhi duniya ne rasta rok liya ham ja na sake, wo aa na sake ab kaun sune rote huye dil ka fasana bedrd jamana bada bedrd jamana ab kaun sune rote huye dil ka fasana bedrd jamana bada bedrd jamana apno se shikayat hain, na gairo se gila hain dukh dard ke maro se, khuda tak bhi khafa hain takdir me din raat ka, rona hi likha hain hansna bhi hain apne liye, rone ka bahana bedrd jamana bada bedrd jamana kyu hum se khushi chhin li, itna to bata de kya hamne khata ki hain, jo tu itani saja de isse to ye accha hain, hame zehar pila de kab tak banenge julm ke, tiro ka nishana bedrd jamana bada bedrd jamana ae pyar ke raahi, dekho kudrat ke ishare de te hain mohabbat ki gavahi ye sitare ham dur sahi dil hain magar paas tumhare hoga milan kabhi na kabhi, bhul na jana bhul na jana