SONG: Chun Chun Ke Layi Hoon Main, Phool Ye Pyaar Ke Lega Koi Kismat Vala - चुन चुन के लाई हूँ मैं फूल ये प्यार के लेगा कोई किस्मत वाला

Chun Chun Ke Layi Hoon Main, Phool Ye Pyaar Ke Lega Koi Kismat Vala - चुन चुन के लाई हूँ मैं फूल ये प्यार के लेगा कोई किस्मत वाला

LYRICS:
chun chun ke layi hu main phul ye pyar ke, phul ye pyar ke lega koi kismat wala chun chun ke layi hu main phul ye pyar ke, phul ye pyar ke lega koi kismat wala dekho champa pe aayi jawani aankh nargis ki hai mastani dekho khilke chmeli hai hansta gulab ha rang churaye maine sare bahar ke sare bahar ke lega koi kismat wala chun chun ke layi hu main phul ye pyar ke, phul ye pyar ke lega koi kismat wala ye phul nahi ye to hai ulfat bhara paiyam ye phul nahi ye to hai ulfat bhara paiyam kahte hai jake husn se ye ishq ka salam kahte hai jake husn se ye ishq ka salam nazrana bhejo yaar ko phulo me rakh ke dil nazrana bhejo yaar ko phulo me rakh ke dil phir dekho kaise bante hai sab bigde huye kaam phir dekho kaise bante hai sab bigde huye kaam aayi bahar dekho julfe sanwar ke julfe sanwar ke lega koi kismat wala chun chun ke layi hu main phul ye pyar ke, phul ye pyar ke lega koi kismat wala