SONG: Chun Chun Ke Baago Se Laayi Mai Kaliya - चुन चुन के बागों से लाई मैं कलियाँ

Chun Chun Ke Baago Se Laayi Mai Kaliya - चुन चुन के बागों से लाई मैं कलियाँ

LYRICS:
chun chun ke baago se layi main kaliya ho layi main kaliya sajalo more raja mohabbat ki galiya o o mohabbat ki galiya chun chun ke baago se layi main kaliya ho layi main kaliya sajalo more raja mohabbat ki galiya o o mohabbat ki galiya rutha hua jo dilbar na mane ji dilbar na mane rutha hua jo dilbar na mane ji dilbar na mane phulo ke dedo ji usko khazane ji usko khazane aa genda chameli, genda chameli ye nargis naveli ye nargis naveli hai ye manane ke najuk bahane ke najuk bahane bele ke gajre bele ke gajre hai chandi ki daliya ho chandi ki daliya sajalo more raja mohabbat ki galiya o o mohabbat ki galiya lelo ji lelo ye tohfe bahar ke ye tohfe bahar ke lelo ji lelo ye tohfe bahar ke ye tohfe bahar ke saman kar lo ji solha singaar ke ji solha singaar ke phulo ki khushbu phulo ki khushbu se dilshad kar lo ji dilshad kar lo aayenge phir na zamane ye pyar ke zamane ye pyar ke dilwalo ki hai dilwalo ki ye rangraliya ha ye rangraliya sajalo more raja mohabbat ki galiya o o mohabbat ki galiya