SONG: Chudi Wali Le Ja Balam Tera

Chudi Wali Le Ja Balam Tera

LYRICS:
chudi wali le ja chudiya balam khush hoga tera le ja chudiya balam khush hoga tera chudi wali bahna khadke teri bahna khadke chudi wali le ja chudiya balam khush hoga tera le ja chudiya balam khush hoga tera sajan chod ke rusa jo soutan ke ghar jaaye who pehne ye laal chudiya sajna bhaga bhaga aaye sajan chod ke rusa jo soutan ke ghar jaaye le ja chudiya balam khush hoga tera chudi wali bahna khadke teri bahna khadke chudi wali le ja chudiya balam khush hoga tera jiska sajan peekar daru bina pyar so jaaye who pehne meri peeli chudi hungama ho jaaye jiska sajan peekar daru bina pyar so jaaye le ja chudiya balam khush hoga tera chudi wali bahna khadke teri bahna khadke chudi wali le ja chudiya balam khush hoga tera jiska miya draivar gaadi horun bina chalaaye wo pehne meri neeli chudi uski po ho jaaye jiska miya draivar gaadi horun bina chalaaye le ja chudiya balam khush hoga tera chudi wali bahna khadke teri bahna khadke chudi wali le ja chudiya balam khush hoga tera jiska sajan roz daraye hath me lekar danda wo pehne meri hari chudiya sajan ho jaye thanda jiska sajan roz daraye hath me lekar danda le ja chudiya balam khush hoga tera chudi wali bahna khadke teri bahna khadke chudi wali le ja chudiya balam khush hoga tera