SONG: Chote Chote Din Aur Lambi Lambi Rate (Kya Isi Ka Naam Jawani Hai) - छोटे छोटे दिन और लंबी लंबी राते

Chote Chote Din Aur Lambi Lambi Rate (Kya Isi Ka Naam Jawani Hai) - छोटे छोटे दिन और लंबी लंबी राते

LYRICS:
chote chote din aur lambi lambi rate are lambi lambi rato se bhi gaz bhar lambi bate ek ek bat me ek kahani hai haye kahani haye haye haye kahani hai kya isi ka nam jawani hai kya isi ka nam jawani hai kya isi ka nam jawani hai dard sa ang ang me uthta hai sara badan aise dukhta hai dard sa ango me uthta hai sara badan aise dukhta hai jaise koi chot purani hai haye purani haye haye re purani hai kya isi ka nam jawani hai kya isi ka nam jawani hai kya isi ka nam jawani hai ched ched chalti hai purwai ho ched ched chalti hai purwai mai jab leti hu angdayi log kahte hai rut mastani hai haye mastani haye haye haye mastani hai kya isi ka nam jawani hai kya isi ka nam jawani hai kya isi ka nam jawani hai mai kya aisi hu anjani aag to aag hai pani pani mai kya aisi hu anjani aag to aag hai pani hai pani pani aag hai aag pani hai haye pani haye haye haye re pani hai kya isi ka nam jawani hai kya isi ka nam jawani hai kya isi ka nam jawani hai kya isi ka nam jawani hai kya isi ka nam jawani hai