SONG: Chori Chori Hoye Hoye - चोरी चोरी होए होए

Chori Chori Hoye Hoye - चोरी चोरी होए होए

LYRICS:
chori chori hoye hoye hoye hoye chori chori hui jo baate baate mulakaate, un baato mulakaato ko sab jaan gaye hai, pahchaan gaye hai sab jaan gaye hai, pahchaan gaye hai ispe bhi tu na jaane ha na jaane to mai kya karun sab jaan gaye hai, pahchaan gaye hai sab jaan gaye hai chhupta hai kya chand nikalta hai aasmaan pe chhupta hai kya chand nikalta hai aasmaan pe kissa tera mera hai ab logo ki jubaan pe jo ab tak nahi maane the maan gaye hai sab jaan gaye hai, pahchaan gaye hai sab jaan gaye hai main logo se kahti hun mera dilbar maasum hai main logo se kahti hun mera dilbar maasum hai log mujhe kahte hai rahne do humko maalum hai ho jaan ke anjaan bane hai jaan gaye hai sab jaan gaye hai, pahchaan gaye hai sab jaan gaye hai uljhi julfe khoi aankhe bahki bahki chaal hai uljhi julfe khoi aankhe bahki bahki chaal hai nind nahi ab chain nahi bas is dil ka vo haal hai ho chhod ke ghar jaise sab mehmaan gaye hai sab jaan gaye hai, pahchaan gaye hai ispe bhi tu na jaane ha na jaane to mai kya karun sab jaan gaye hai pahchaan gaye hai sab jaan gaye hai