SONG: Chori Chori Chandni Me Chakori Chali Aaye - चोरी चोरी चाँदनी में चकोरी चली आये

Chori Chori Chandni Me Chakori Chali Aaye - चोरी चोरी चाँदनी में चकोरी चली आये

LYRICS:
chori chori chandani me, chakori chali aaye chori chori chandani me gora gora rang waala, chaand hi bula laaye chori chori chandani me chori chori chandani me, chakori chali aaye chori chori chandani me kahte hain pyaar jisako, man ki lagan hain ki mithi si jalan hain kahte hain pyaar jisako, man ki lagan hain ki mithi si jalan hain anjaane raahiyo ka hota milan hain aisa chalan hain o o taaro bhari raat man ke, taaro ko mila jaaye chori chori chandani me chori chori chandani me, chakori chali aaye chori chori chandani me o o o o o bahati hain prem gangaa tum bhi kinaara ji main bhi kinaara bahati hain prem gangaa tum bhi kinaara ji main bhi kinaara lahre lagaati naata tumase hamaara o hammse tumhaara o pyaar hain to kisi ko bhi koi na chhuda paaye chori chori chandani me chori chori chandani me, chakori chali aaye chori chori chandani me