SONG: Chori Chori Chalo - चलो दूर कही जंगल में जहा कोई ना हो

Chori Chori Chalo - चलो दूर कही जंगल में जहा कोई ना हो

LYRICS:
chalo dur kahi jungle mein jahan koi na ho kya kroge tum wahan jahan koi na ho chalo dur kahi jungle mein jahan koi na ho kya kroge tum wahan jahan koi na ho hum tum aur tanhaai ho aur koi na ho dil kahta hai na baba wahan koi na ho hum tum aur tanhaai ho aur koi na ho dil kahta hai na baba wahan koi na ho chori chori chalo mere sang gori main bolu ha tum boli na ye preet ki dori chori chori chalo mere sang gori main bolu ha tum boli na ye preet ki dori ye preet ki dori miljul ke chalo khwaab bune jahan koi na ho mohabbat ke phul chune jahan koi na ho ab to apna sath wahi jahan koi na ho tere sang chalu wahi jahan koi na ho chori chori chalo mere sang gori main bolu ha tum boli na ye preet ki dori chori chori chalo mere sang gori main bolu ha tum boli na ye preet ki dori ye preet ki dori chori chori chalo mere sang gori main bolu ha tum boli na ye preet ki dori chori chori chalo mere sang gori main bolu ha tum boli na ye preet ki dori ye preet ki dori