SONG: Chore Ki Tarah Chupke Chupke, Yaro Se Chhupa Ke Peete Hai - चोरों की तरह चुपके चुपके, यारों से छुपा के पीते है

Chore Ki Tarah Chupke Chupke, Yaro Se Chhupa Ke Peete Hai - चोरों की तरह चुपके चुपके, यारों से छुपा के पीते है

LYRICS:
choro ki tarah chupke chupke tanhai me jake pite hai aise bhi hai pine wale jo yaro se chhupake are wah yaro se chhupake pite hai yaro se chhupake pite hai yaro se chhupake pite hai aise bhi hai pine wale jo yaro se chhupake hoye yaro se chhupake pite hai pine ka jab maza hai ke mahfil me aake pi sharmo hizab chhod nigahe mila ke pi achi nahi hai yaro se ye badgumaniya la hath dosti ka badha muskura ke pi tanhai me pina kuch bhi nahi apne liye jina kuch bhi nahi milti hai jo hum dilwalo ko auro ko pilake pite hai aise bhi hai pine wale jo yaro se chhupake hoye yaro se chhupake pite hai yaro se chhupake pite hai jo tujhko pine se rokta hai sharab pine se tokta hai use jaha ki khabar nahi hai hakikato par najar nahi hai kisi se jhagda na kar piye ja hasi khushi sare din jiye ja hai do ghadi ye jindgani na jake aayegi fir jawani kaha na mera jo tune mana hasega ye sangdil jamana kisi se jhagda na kar piye ja hasi khushi sare din jiye ja le jam utha takrar na kar tujhko hai kasam inkar na kar duniya me jo himmatwale hai duniya me jo himmatwale hai duniya ko jalake duniya ko jalake pite hai choro ki tarah chupke chupke tanhai me jake pite hai aise bhi pine wale hai jo auro se chhupake pite hai