SONG: Chor Chori Se Jaaye Hera Pheri Se Na Jaye - चोर चोरी से जाये हेरा फेरी से ना जाये

Chor Chori Se Jaaye Hera Pheri Se Na Jaye - चोर चोरी से जाये हेरा फेरी से ना जाये

LYRICS:
chor chori se jaye hera feri se na jaye chor chori se jaye hera feri se na jaye luta hai pyar kisi ka china hai yar kisi ka are fir bhi sharam na aaye haye fir bhi sharam na aaye chor chori se jaye hera feri se na jaye chor chori se jaye hera feri se na jaye rat ko are rat ko chori chori daka dale ye jalim to ye jalim to dil ko tode dilwalo ke tale kaun kahta hai isko chori ye to hai sina jori sari dunia hasi udaye are fir bhi sharam na aaye haye fir bhi sharam na aaye chor chori se jaye hera feri se na jaye chor chori se jaye hera feri se na jaye are bag kisi ka phul kisi ke ban baitha ye mali dil hi dil me are dil hi dil me kosh rahi hai isko dali dali kachi kaliyo ka dil ye tode or jidd na apni chode apna karaya aankh dikhaye are fir bhi sharam na aaye haye fir bhi sharam na aaye chor chori se jaye hera feri se na jaye chor chori se jaye hera feri se na jaye are fir bhi sharam na aaye haye fir bhi sharam na aaye chor chori se jaye hera feri se na jaye chor chori se jaye hera feri se na jaye