SONG: Chod Baabul Ka Ghar (Sad Version) - छोड़ बाबुल का घर

Chod Baabul Ka Ghar (Sad Version) - छोड़ बाबुल का घर

LYRICS:
chhod baabul ka ghar mohe pee ke nagar aaj jaana pada ho aaj jaana pada pehan ulfat ka gehna dulhan main bani dola aaya piya ka sakhi main chali ye tha jhootha nagar isliye chhod kar mohe jaana pada o aaj jaana pada aao sajan khade hain dwaar lene ko aaye kahaar doli me ho ja sawaar