SONG: Chmakte Chand Ko Chmakte Chand Ko - चमकते चाँद को चमकते चाँद को

Chmakte Chand Ko Chmakte Chand Ko - चमकते चाँद को चमकते चाँद को

LYRICS:
chmakte chand ko chmakte chand ko tuta huaa tara bana dala chmakte chand ko tuta huaa tara bana dala meri aawargi ne mujhko aawara bana dala chmakte chand ko tuta huaa tara bana dala bada dilkash bada rangin hai ye shahar kahte hai bada dilkash bada rangin hai ye shahar kahte hai yaha par hai hazaro ghar ghro me log rehte hai mujhe is shahar me galiyo ka banjara bana dala chmakte chand ko tuta huaa tara bana dala main is duniya ko aksar dekh kar hairan hota hu main is duniya ko aksar dekh kar hairan hota hu na mujhe bana saka chhota sa ghar din raat rota khudaya tune kaese ye sara jaha bana dala chmakte chand ko tuta huaa tara bana dala mere malik mera dil kyu tadpta hai sulgta hai mere malik mera dil kyu tadpta hai sulgta hai teri marji teri marji pe kiska joor chalta hai kisko gul kisiko tune angara bana dala chmakte chand ko tuta huaa tara bana dala yahi aawaj tha mera yahi anjam hona tha yahi aawaj tha mera yahi anjam hona tha mujhe barbad hona tha mujhe nakam hona tha mujhe takdir ne taswir ka mala bana dala chmakte chand ko tuta huaa tara bana dala chmakte chand ko tuta huaa tara bana dala meri aawargi ne mujhko aawara bana dala chmakte chand ko tuta huaa tara bana dala