SONG: Chiraag Dil Ke Jalaao Ki Iid Kaa Din Hai - चिराग़ दिल के जलाओ कि ईद का दिन है

Chiraag Dil Ke Jalaao Ki Iid Kaa Din Hai - चिराग़ दिल के जलाओ कि ईद का दिन है

LYRICS:
charaag dil ke jalaao ki id kaa din hai taraane jhum ke gaao ki id kaa din hai gamo ko dil se bhulaao ki id kaa din hai khushi se bazm sajaao ki id kaa din hai taraane jhum ke gaao ki id kaa din hai huzur us ke karo ab salaamati ki duaa sar-e-niyaaz jhukaao ki id kaa din hai taraane jhum ke gaao ki id kaa din hai sabhi muraade ho puri har ek savaali ki duaa ko haath uthaao ki id kaa din hai taraane jhum ke gaao ki id kaa din hai