SONG: Chin Se Aaya Chini Baba Leke Jaadu Chin Ka - चीन से आया चीनी बाबा लेके जादू चीन का

Chin Se Aaya Chini Baba Leke Jaadu Chin Ka - चीन से आया चीनी बाबा लेके जादू चीन का

LYRICS:
chin se aaya chini baba leke jadu chin ka dekho dekho dekho bachho khel tamasha bin ka dekho mere paas hai jadu ki pitari are jadu ki pitari mein hai chin ki dulari naam hai jiska pi pi mama yo sohana priyo ki hai ye shahajadi bholi bhali sidhi sadhi paas hai iske pade khajane khati hai sone ke dane chini baba chini baba hame dikhao hame dikhao na na mat hanth lagao isi taraf se aai hun chin ki shahjadi are isko hanth lagane vala karega isse shadi chin se aaya chini baba leke jadu chin ka dekho dekho dekho bachho khel tamasha bin ka