SONG: Chidhiya Bole Chun Chun

Chidhiya Bole Chun Chun

LYRICS:
chidiya bole chun chun chun bhawra bole gun gun gun maina kahe meri sun jiwan ek nagina hai haste gate jina hai ye jindagi char din pyar hamara na tute sath hamara na chhute chidiya bole chun chun chun bhawra bole gun gun gun maina kahe meri sun nadiya kahti bahta ja bahna hi to teri jindagi hai nadiya kahti bahta ja bahna hi to teri jindagi hai bagiya kahti khilta ja khilna hi to phulo ki hasi hai patjhad kahta ujad gaye to phir se milenge mil ke rahenge chidiya bole chun chun chun bhawra bole gun gun gun maina kahe meri sun jiwan me ek nagina hai haste gate jina hai ye jindagi char din pyar hamara na tute sath hamara na chhute barso barse saawan bhado aaya na tu meri kya khata thi barso barse saawan bhado aaya na tu meri kya khata thi chanda suraj nikle roj tere bina zindgi saja di tut rha tha aas ka dhaaga jab ruk jata tu jo na aata chidiya bole chun chun chun bhawra bole gun gun gun maina kahe meri sun jiwan ek nagina hai haste gate jina hai ye jindagi char din pyar hamara na tute saath hmara na chhute