SONG: Chhupa Le Daag-E-Jigar, Ae Dard-E-Jigar Fariyaad Na Kar - छुपा ले दाग़-ए-जिगर, ऐ दर्द-ए-जिगर फ़रियाद ना कर

Chhupa Le Daag-E-Jigar, Ae Dard-E-Jigar Fariyaad Na Kar - छुपा ले दाग़-ए-जिगर, ऐ दर्द-ए-जिगर फ़रियाद ना कर

LYRICS:
chhupa le dag-e-jigar daag-e-dil zamane se ki dard aur badhega inhe dikhane se ai dard-e-jigar, fariyad na kar bahte hai to aansu bahne de ai dard-e-jigar, fariyad na kar bahte hai to aansu bahne de sahil ki tamanna karta ja, manjhdhar me kashti rahne de ai dard-e-jigar hamko to zamane se apna dukh-dard chupaye rahna hai hamko to zamane se apna dukh-dard chupaye rahna hai ho jaye na apni rusawai, har zulm ko has kar sahne de ai dard-e-jigar, fariyad na kar bahte hai to aansu bahne de ai dard-e-jigar dil saup chuke hai ham jin ko ab unse shikwa kya karna dil saup chuke hai ham jin ko ab unse shikwa kya karna jis hal me rakhna chahe wo, us hal me ham ko rahne de ai dard-e-jigar, fariyad na kar bahte hai to aansu bahne de sahil ki tamanna karta ja, manjhdhar me kashti rahne de ai dard-e-jigar