SONG: Chhup Ke Sanam Chori Chori Meri Gali Aana - छुप के सनम चोरी चोरी मेरी गली आना

Chhup Ke Sanam Chori Chori Meri Gali Aana - छुप के सनम चोरी चोरी मेरी गली आना

LYRICS:
chhup ke sanam chori chori meri gali aana dekh kahi dekh na le tujhko ye zamaana chhup ke sanam chori chori meri gali aana dekh kahi dekh na le tujhko ye zamaana chhup ke sanam jab bhi kahi pyar bhare dil jo mile duniya wale unko mil ke dekh jale yu hi sada chup chup ke milte rahe haum tum sajan duniya se bach bach ke najare milana chup ke sanam chori chori meri gali aana dekh kahi dekh na le tujhko ye zamaana chhup ke sanam ussey dur ek pal bhi rah na saku haal apne dil ka tujhay kah na saku aaja piya tore bina mora jiya lage aise achcha nhi aise dil mera jalana chhup ke sanam chori chori meri gali aana dekh kahi dekh na le tujhko ye zamaana chhup ke sanam chhup ke sanam chori chori meri gali aana dekh kahi dekh na le tujhko ye zamaana chhup ke sanam chori chori