SONG: Chhup Chhup Ke Chale Aao - छुप छुप के चले आओ

Chhup Chhup Ke Chale Aao - छुप छुप के चले आओ

LYRICS:
chhup chhup ke chale aao kabhi chand ho na ho chhup chhup ke chale aao kabhi chand ho na ho dil humne de diya hai tumhe yaad ho na ho yaad ho na ho chhup chhup ke chale aao punam ki dhuli raat hai, dil bekraar hai punam ki dhuli raat hai, dil bekraar hai bechain sitaaro ko tera intezaar hai bechain sitaaro ko tera intezaar hai, tera intezaar hai fir pyar se ya chandni aabaad ho na ho dil humne de diya hai tumhe yaad ho na ho yaad ho na ho chhup chhup ke chale aao aajaad hawaao me pali phul ki kali ho aajaad hawaao me pali phul ki kali aakar basi hai aaj tere pyaar ki gali aakar basi hai aaj tere pyaar ki gali, tere pyaar ki gali mil jaaoge ki fir jindagi aajaad ho na ho dil humne de diya hai tumhe yaad ho na ho yaad ho na ho chhup chhup ke chale aao lagta hai ki bas aa rahe ho aa rahe ho tum ho lagta hai ki bas aa rahe ho aa rahe ho tum raaho ke har chiraag ko chamka rahe ho tum raaho ke har chiraag ko chamka rahe ho tum chamka rahe ho tum ye khwaab majedaar hai tumhe yaad ho na ho dil humne de diya hai tumhe yaad ho na ho yaad ho na ho chhup chhup ke chale aao