SONG: Chhun Chhun Ghungharavaa - छुन छुन घुंघरवा

Chhun Chhun Ghungharavaa - छुन छुन घुंघरवा

LYRICS:
chhun chhun ghungharva, baaje chhun kaha hai dhyaan kiski dhun, nazar mila ke baat sun ye raat phir na aayeygi, ye raat phir na aayeygi javaani bit jaayeygi, javaani bit jaayeygi ye raat phir na aayeygi javaani bit jaayeygi, javaani bit jaayeygi ye mast raat be piye, nashe me jhumati huyi ye mast raat be piye, nashe me jhumati huyi nazar ko chhedti huyi, dilo ko chumati huyi nazar ko chhedti huyi, dilo ko chumati huyi yu hi guzar gayi agar, khatak rahegi umr bhar hazaar chaahoge magar, chaahoge magar ye raat phir na aayeygi, ye raat phir na aayeygi javaani bit jaayeygi, javaani bit jaayeygi ye raat phir na aayeygi javaani bit jaayeygi, javaani bit jaayeygi javaani ga rahi hai dil ki dhadkano ke saaz par javaani ga rahi hai dil ki dhadkano ke saaz par chalo kahi bhi le chalo hamara haath thaam kar chalo kahi bhi le chalo hamara haath thaam kar kaha ki fikr, kaisa gam hamara jo hai uske ham, tumhari jaan ki qasam ye raat phir na aayeygi, ye raat phir na aayeygi javaani bit jaayeygi, javaani bit jaayeygi ye raat phir na aayeygi javaani bit jaayeygi, javaani bit jaayeygi