SONG: Chhuk Chhuk Chhaiya Chhaiya, Sone Ki Machhariya - छुक छुक छैयां छैयां, सोने की मछरियाँ

Chhuk Chhuk Chhaiya Chhaiya, Sone Ki Machhariya - छुक छुक छैयां छैयां, सोने की मछरियाँ

LYRICS:
ho chhuk chhuk chhaiya chaiya chhuk chhuk chhaiya ho chhuk chhuk chhaiya chaiya chhuk chhuk chhaiya ho sone ki machhariya sone ki machhariya ho chhuk chhuk chhaiya chaiya chhuk chhuk chhaiya ho chhuk chhuk chhaiya chaiya chhuk chhuk chhaiya ho raaja ke talaiya me hai sone ki machhariya sone ki machhariya ari ho raja ki talaiya me jadu ka pani jadu ka pani ang lage khil jaye jawani ang lage khil jaye jawani jaise hai, jaise kamal ki hai kaliyaan, hai kaliyaan ho chhuk chhuk chhaiya chaiya chhuk chhuk chhaiya ho chhuk chhuk chhaiya chaiya chhuk chhuk chhaiya ho raja ki talaiya me raja ki talaiya me thanda thanda pani ho thanda ho thanda, ho thanda thanda pani raja ki talaiya me thanda thanda pani ho thanda thanda pani mahlo se aaye nahane maharani mahlo se aaye nahane maharani saath liye, saath liye apni saheliya, saheliya, saheliya ho chhuk chhuk chhaiya chaiya chhuk chhuk chhaiya ho chhuk chhuk chhaiya chaiya chhuk chhuk chhaiya raja ki talaiya me mitha mitha pani ho mitha mitha pani raja ki talaiya me mitha mitha pani ho mitha mitha pani piyo to hoye koyal si vaani piyo to hoye koyal si vaani piyo to hoye koyal si vaani bole to nikle rganiya, rganiya, rganiya ho chhuk chhuk chhaiya chaiya chhuk chhuk chhaiya ho chhuk chhuk chhaiya chaiya chhuk chhuk chhaiya