SONG: Chhoti Si Ye Zindgani Re, Char Din Ki Jawani Teri - छोटी सी ये ज़िंदगानी रे, चार दिन की जवानी तेरी

Chhoti Si Ye Zindgani Re, Char Din Ki Jawani Teri - छोटी सी ये ज़िंदगानी रे, चार दिन की जवानी तेरी

LYRICS:
chhoti si ye zindgani re char din ki jawani teri hay re hay gam ki kahani teri chhoti si ye zindgani re char din ki jawani teri hay re hay gam ki kahani teri sham hui ye desh birana tujhko apne balam ghar jana, sajan ghar jana sham hui ye desh birana tujhko apne balam ghar jana, sajan ghar jana raah me murakh mat lut jana, mat lut jana chhoti si ye zindgani re char din ki jawani teri hay re hay gam ki kahani teri chhoti si ye zindgani re char din ki jawani teri hay re hay gam ki kahani teri babul ka ghar chhuta jaye ankhiyan ghor andhera chhaye, ji dil ghabraye babul ka ghar chhuta jaye ankhiyan ghor andhera chhaye, ji dil ghabraye aankh se tapke dil ka khazana, dil ka khazana chhoti si ye zindgani re char din ki jawani teri hay re hay gam ki kahani teri chhoti si ye zindgani re char din ki jawani teri hay re hay gam ki kahani teri