SONG: Chhoti Si Hai Zindagi Apni Khushi Se Ji - छोटी सी है ज़िन्दगी अपनी ख़ुशी से जी

Chhoti Si Hai Zindagi Apni Khushi Se Ji - छोटी सी है ज़िन्दगी अपनी ख़ुशी से जी

LYRICS:
choti si hai zindagi apni khushi se ji duniya ko chhod tujhe duniya se kya bat kaisi gam ki khushiyon ka ras pi duniya ko chhod tujhe duniya se kya choti si hai zindagi apni khushi se ji tu aage aage chal peche duniya ko aane de tu aage aage chal peche duniya ko aane de dekh dekh duniya jo jale jal jane de dekh dekh duniya jo jale jal jane de jale jal jane de duniya ki dosti tere kis kam ki duniya ko chhod tujhe duniya se kya choti si hai zindagi apni khushi se ji duniya ko chhod tujhe duniya se kya choti si hai zindagi apni khushi se ji subah ho ya sham tujhe masti se kam ho subah ho ya sham tujhe masti se kam ho dil ke siwa na kabhi kisi ka gulam ho dil ke siwa na kabhi kisi ka gulam ho kisi ka gulam ho kaisi hai ye zindagi jena hai to aise ji duniya ko chhod tujhe duniya se kya choti si hai zindagi apni khushi se ji duniya ko chhod tujhe duniya se kya choti si hai zindagi apni khushi se ji