SONG: Chhota Sa Sansar - छोटा सा संसार

Chhota Sa Sansar - छोटा सा संसार

LYRICS:
chhota sa sansar humara, chhota sa sansar chhota sa sansar humara, chhota sa sansar hara bhara parivar humara, hara bhara parivar mere papa jiske raja, mummy jiski rani mere papa jiske raja, mummy jiski rani aur hum dono ki laadli beti badi sayani aur hum dono ki laadli beti badi sayani chhota sa sansar humara, chhota sa sansar hara bhara parivar humara, hara bhara parivar mere acche ppa, mere pyare ppa kaho tum mujhko laye the kahan se laye the kahan se ppa chup, mummy chup are koi to bolo suno beti rani angna humare phulo ki ek tokri giri aasma se o kholi jab tokri to kya nikla, ha o kholi jab tokri to nikli ek chhokri nanhi munni gudiya jaisi pariyo ki rani pariyo ki rani, kya wo main thi ha ha chhota sa sansar humara, chhota sa sansar hara bhara parivar humara, hara bhara parivar maangu ek chiz mummy, mujhe la dogi bolo beti bolo beti kya tum logi railgadi chahiye, railgadi chahiye ya saat suro ka baaja na na ppa, na na mummy na gaadi na baaja ha phir kya chahiye, bolu bolo beti chhota sa ek bhaiya maangu o ho ha ha chhota sa ek bhaiya maangu nahi to kisko rakhi baandhu mummy se puchhu, ppa se puchho are mummy se puchhu na main kyu na dono se puchhu chhota sa sansar humara, chhota sa sansar hara bhara parivar humara, hara bhara parivar mere papa jiske raja, mummy jiski rani are mere papa jiske raja, mummy jiski rani aur hum dono ki laadli beti badi sayani aur hum dono ki laadli beti badi sayani chhota sa sansar humara, chhota sa sansar hara bhara parivar humara, hara bhara parivar