SONG: Chhod Chale Aaj Hamare Ram Ayodya Chhod Chale - छोड़ चले आज हमारे राम अयोध्या छोड़ चले

Chhod Chale Aaj Hamare Ram Ayodya Chhod Chale - छोड़ चले आज हमारे राम अयोध्या छोड़ चले

LYRICS:
chhod chale aaj hamare ram ayodhya chhod chale chhod chale aaj hamare ram ayodhya chhod chale vanvasi ban raj dulare sabse nata tod chale mukh mod chale aaj hamare ram ayodhya chhod chale chala ram ka sewak bankar laxman jaisa bhai chali janki bankar apne pritam ki parchhai nar nari pashu panchhi sabka manyak nata tod chale mukh mod chale aaj hamare ram ayodhya chhod chale jaise bachhde chhin jane par dekha karti gaiya waise hi ro rokar dekhe ram lakhan ko maiya maya mamta mahal moh in sabse nata todh chale mukh mod chale aaj hamare ram ayodhya chhod chale laxman bina mahal hai suna sita bina rasoi ram bina hai suni ayodhya sari parja royi chhod ke kaliyo ki galiya kanto se nata jod chale mukh mod chale aaj hamare ram ayodhya chhod chale aaj hamare ram ayodhya chhod chale