SONG: Chhod Bhi De Aakash Singhasan, Phir Dharti Par Aa Jaa Re - छोड़ भी दे आकाश सिंहासन, फिर धरती पर आ जा रे

Chhod Bhi De Aakash Singhasan, Phir Dharti Par Aa Jaa Re - छोड़ भी दे आकाश सिंहासन, फिर धरती पर आ जा रे

LYRICS:
chhod bhi de aakash singhasan chhod bhi de aakash singhasan fir dharti par aa ja re chhod bhi de aakash singhasan fir dharti par aa ja re fir dharti par aa ja re fir dharti par aa ja re bich bhawar hai dharam ki nayya nayya par laga ja re nayya par laga ja re nayya par laga ja re kap rahi hai dharti thar thar aag ke badal barsare jhar jar badhti jaye pap ki garmi badhti jaye pap ki garmi pighal raha hai pathar pathar andhkar hi andhkar hai aakar jyot jaga ja re aakar jyot jaga ja re aakar jyot jaga ja re chhod bhi de aakash singhasan fir dharti par aa ja re fir dharti par aa ja re aaja re aaja re aaja re aaja re aaja re aaja re nirdosho ka lahu hai bahta ek maa ka dil ro ro kahta ro ro kahta papi baithe mauj manaye papi baithe mauj manaye dharam ka banda julm ha sahta jag me fir se daya dharam ki aakar bel laga ja re aakar bel laga ja re chhod bhi de aakash singhasan fir dharti par aa ja re fir dharti par aa ja re fir dharti par aa ja re jab jab viapad padi jag mahi tu hi bana rahkwala sayi pap kapat ki fail rahi hai pap kapat ki fail rahi hai is jag me fir se parchai geeta ka updesh sunane rup badal kar aaja re rup badal kar aaja re chhod bhi de aakash singhasan fir dharti par aa ja re fir dharti par aa ja re fir dharti par aa ja re rup badal kar aaja re aaja re aaja re