SONG: Chhod Babul Ka Ghar Angana - छोड़ बाबुल का घर अँगना

Chhod Babul Ka Ghar Angana - छोड़ बाबुल का घर अँगना

LYRICS:
jaha bachpan bitaya aaj wo aangan paraya hai chali beti to kya rona ke beti dhan paraya hai ke beti dhan paraya hai chhod babul ka ghar aangana aaj doli chali doli leke chale sajna kon roke sakhi chhod babul ka ghar aangana kaisa duniya ka dastur hai chhod jane pe majbur hai ma ke dil ki kali bap ki ladli rote rote bhai bawri chhod babul ka ghar aangana ladli tu jaha bhi rahe sara jivan khushi me kate gam hi gam hai mujhe du to kya du tujhe sath le ja duaaye meri chhod babul ka ghar aangana aaj doli chali doli leke chale sajna doli leke chale sajna doli leke chale sajna