SONG: Chhod Babul Ka Ghar

Chhod Babul Ka Ghar

LYRICS:
chhod babul ka ghar aaj mujhe piya ke ghar jana pada chhod babul ka ghar aaj mujhe piya ke ghar jana pada pehan ulfat ka gehana dulhan mein bani jo na aaya piya to sakhi mein chali ye ghar chhod mujhe jana pada ye ghar chhod mujhe jana pada aaj jana pada aaj jana pada o o o... sajan khade hai duar lene ko aaye bhaar doli mein ho jao sawar piya ke ghar jana pada