SONG: Chhin Sake To Chhin Le Khushiyaan Mere Nasib Ki - छीन सके तो छीन ले खुशियाँ मेरे नसीब की

Chhin Sake To Chhin Le Khushiyaan Mere Nasib Ki - छीन सके तो छीन ले खुशियाँ मेरे नसीब की

LYRICS:
chhin sake to chhin le khushiyaan mere nasib ki chhin sake to chhin le khushiyaan mere nasib ki laayegi rang ek din aah kisi garib ki meri bahaar lut ke apnaa chaman basaaye jaa meri bahaar lut ke apnaa chaman basaaye jaa gam pe mere nazar na kar shauq se muskuraaye jaa gam pe mere nazar na kar shauq se muskuraaye jaa aag lagaake phuk de duniyaa kisi garib ki aag lagaake phuk de duniyaa kisi garib ki chhin sake to chhin le khushiyaan mere nasib ki dard jo mere dil kaa hai tere liye davaa sahi dard jo mere dil kaa hai tere liye davaa sahi mere liye jo maut hai us me teraa bhalaa sahi mere liye jo maut hai us me teraa bhalaa sahi ye teri khushansibiyaan hai kisi badnasib ki ye teri khushansibiyaan hai kisi badnasib ki chhin sake to chhin le khushiyaan mere nasib ki