SONG: Chhin Liya Re Baiman Mera Dil - छिन लिया रे बैमान मेरा दिल

Chhin Liya Re Baiman Mera Dil - छिन लिया रे बैमान मेरा दिल

LYRICS:
chhin liya re baiman mera dil chhin liya re baiman mera dil tut na jaye kahi tut na jaye tut na jaye baiman mera dil chhin liya re baiman sona na manga rupa na manga nahi manga dhan dhan jadu ki jo ro bandhi najariya kar diye bekal pran ho kar diye bekal pran chhin liya chhin liya re baiman mera dil chhin liya re baiman mera dil champa na manga chameli na mangi na rang ras ki khan ho tere ishare pe bagiya bagiya kar deti kurban ho kar deti kurban chhin liya chhin liya re baiman mera dil chhin liya re baiman mera dil nam na janu gaw na janu na koi pahchan kaise tikalu kaise nikalu sham ka tu mehman ho sham ka tu mehman chhin liya chhin liya re baiman mera dil chhin liya re baiman mera dil tut na jaye kahi tut na jaye tut na jaye baiman mera dil