SONG: Chhin Ke Dil Kyon Pher Lin Aankhen - छीन के दिल क्यूँ फेर ली आँखे

Chhin Ke Dil Kyon Pher Lin Aankhen - छीन के दिल क्यूँ फेर ली आँखे

LYRICS:
chhin ke dil kyun pher li aankhe jaan gaye ham jaan gaye laakh adaaye dekhne waale ye bhi ada pehchaan gaye ham hai tumhaare chaahne waale hamko na tum barbaad karo dil ne kiya tha dil se jo vaada yaad karo haan yaad karo haay zara si baat ka bolo aaj bura kyun maan gaye aankh me shokhi dil me muhabbat dil hai kahi nazre hai kahi aise chale ho bhed chhupakar jaise hame maalum nahi tumko qasam hai ab na sataao aaj tumhe ham maan gaye chhin ke dil kyun pher li aankhe jaan gaye ham jaan gaye ho na kahi badnaam mohabbat dekho-dekho zubaan se kuchh na kaho, kuchh na kaho pyaar ka nagma hamko suna ke lutne waale tum hi kaho tumne hame pehchaan liya to ham bhi tumhe pahechaan gaye chhin ke dil kyun pher li aankhe jaan gaye ham jaan gaye