SONG: Chhin Jaye Na Ankho Se Mere Dil Ke Ujale - छीन जाये ना आँखों से मेरे दिल के उजाले

Chhin Jaye Na Ankho Se Mere Dil Ke Ujale - छीन जाये ना आँखों से मेरे दिल के उजाले

LYRICS:
chin jaye na aankho se mere dil ke ujale bhagwan bachale are bhagwan bachale agar jurm se dukhiyo ka yahi hal rahega fir kaun tujhe dunia me bhagwan kahega insaf ko ab julmo ke panje se chudale bhagwan bachale are bhagwan bachale chin jaye na aankho se mere dil ke ujale bhagwan bachale are bhagwan bachale mana ki satane me tujhe aata maja hai mana ke rulane me tujhe aata maja hai ro ro ke jara tu bhi to rone ka maja le bhagwan bachale are bhagwan bachale chin jaye na aankho se mere dil ke ujale bhagwan bachale are bhagwan bachale duniua ke ranjo gum ki takdir ban gayi hu barbadiyo ki apni tasvir ban gayi hu hai teer kaleje me chubhe kaun nikale bhagwan bachale are bhagwan bachale chin jaye na aankho se mere dil ke ujale bhagwan bachale are bhagwan bachale