SONG: Chhedo Dhun Matwalo Ki Bahki Bahki Chalo Ki - छेड़ो धुन मतवालों की बहकी बहकी चालों की

Chhedo Dhun Matwalo Ki Bahki Bahki Chalo Ki - छेड़ो धुन मतवालों की बहकी बहकी चालों की

LYRICS:
chhedo dhun matwaalon ki behki behki chaalon ki sheher se door nashe mein choor picnic hai dilwaalon ki chhedo dhun matwaalon ki behki behki chaalon ki sheher se door nashe mein choor picnic hai dilwaalon ki chhedo dhun matwaalon ki behki behki chaalon ki sheher se door nashe mein choor picnic hai dilwaalon ki aa ha haa ho ho ho la la la la la aa ha haa ho ho ho la la la la la kya kya jalwe dikhlaata hoon dekho mere sang iske nainon ka jaado uske aanchal ka rang aa aa aa aa aa aa aa aa kya kya jalwe dikhlaata hoon dekho mere sang iske nainon ka jaado uske aanchal ka rang chali hawa udi ghata lambi zulfonwaalon ki chali hawa udi ghata lambi zulfonwaalon ki chhedo dhun matwaalon ki behki behki chaalon ki sheher se door nashe mein choor picnic hai dilwaalon ki chhedo dhun matwaalon ki behki behki chaalon ki sheher se door nashe mein choor picnic hai dilwaalon ki ye din hai pyaar ka hum tumse pyaar karna maangta mausam bahaar ka ye dil bhi tumpe marna maangta babuji ki taang pe jo dhoti hai phansi chhalki padti hai dekho haseenon ki hansi babuji ki taang pe jo dhoti hai phansi chhalki padti hai dekho haseenon ki hansi nazar ladi phisal padi topi topiwaalon ki nazar ladi phisal padi topi topiwaalon ki chhedo dhun matwaalon ki behki behki chaalon ki sheher se door nashe mein choor picnic hai dilwaalon ki chhedo dhun matwaalon ki behki behki chaalon ki sheher se doornashe mein choor picnic hai dilwaalon ki aa haa haa ho ho ho la la la la la aa haa haa ho ho ho holiday holiday holiday holiday chheh din tak paapad bele tab aaya hai sunday lagi rahey saji rahey ye mehfil gore gaalon ki lagi rahey saji rahey ye mehfil gore gaalon ki chhedo dhun matwaalon ki behki behki chaalon ki sheher se door nashe mein choor picnic hai dilwaalon ki chhedo dhun matwaalon ki behki behki chaalon ki sheher se door nashe mein choor picnic hai dilwaalon ki chhedo dhun matwaalon ki behki behki chaalon ki sheher se door nashe mein choor picnic hai dilwaalon ki chhedo dhun matwaalon ki behki behki chaalon ki sheher se door nashe mein choor picnic hai dilwaalon ki